Buuddhe hue bacche
Bade hue maa baap,
Yeh kahaani hai kya
Khud tai ki jiye aap
Swaagat se adheek
Kiye alvida humne
Doston dushmanon ko kiya
Ek samaan kiya vida humne. . .
'Doosron ki silvatein toaddte toaddte
Toott chuki hoon main'
Doosron ki khushi ke liye
Anek baar jhuki hoon main
Dosti na hui, chai hua
Chuski li aur pyaala rakh diya. . .
Phir utthaaya paapad achaar
Khaane ke sung chak diya. . .
Lekin rone ke bajaai muskuraati hoon main
Mujhe hua jo ehsaas
Chhod na, kuch log hote hi hai
Kamine, jaahil aur bakwaas!
No comments:
Post a Comment