Ummeed. . .us hi ke sahaare toh jee rahi thi woh. . .kehne ko toh khud ko lekar woh thodi bahut laahparwaah thi, par ab nahi. . .phoonk phoonk ke har kadam rakhti thi aaj kal :) aur rakhni bhi chaahiye :) aksar uska haath apni peitth ki or jaata :) na. . .kokh ki or :) ek taraf jab use yeh lagne laga tha ki uski zindagi khatam ho rahi thi, usi or ek naya zindagi ki shuruwaat ho rahi thi. . . :) waakayi mein ek nayi zindagi :) kehne ko toh woh kuch nahi jaanti thi us naye jeev ke baare mein. . .kuch bhi toh nahi. . .par use mehsoos kar rahi thi woh. . .har lamha. . . woh ehsaas bhi tha kitna khoobsurat :) aur usse juda hua. . .
Aur uske saath judi uski zindagi ki sabse puraani kahaani. . . :)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment